Sad Mohabbat Shayari

Shikayat hai unhe ki hume mohabbat karna nahi ata, shikwa to is dil ko bhi hai...par ise shikayat karna nahi ata

Sad Shayari Comments





Na meri koi manjil hai na kinara, Tanhai meri mehfil aur yaadein mera sahara! Tum se bichhudkar kuchh yun waqt juzara, kabhi zindagi ko tarase kabhi maut ko pukara.
Sad Shayari Images





Usko chaha par izhaar karna nahi aya, kat gai umre hume pyar karna nahi aya. Usne kuchh maanga bhi to maangi judai aur hume inkaar karna nahi aya!
Sad Shayari Pictures